Dard-e-Dil

Thursday, September 20, 20070 comments

Har kinareko kinara na samjho,
Har sathi ko apna na samjho,
Nazar nazar ka fark hota hai yaaron,
Har nazar ko pyarka ishara na samjho…

Do ghadiki mulakat me,
Umar bhar ka sitam de gaye,
Kya mila hai sila ishqme,
Pyar manga gam de gaye…


Tere bina tutkar bikhar jayenge,
Tum mil gaye to gulshanki tarah khil jayenge,
Tum na mile to jite ji mar jayenge,
Tumhe paa liya to marker bhi jee jayenge…

Kitni hi batain hai is dil main,
Kammi to sirf alfaaz ki hai…
Log keh dete hai isse berukhi hamari…
Kammi to unme bhi ehsaas ki hai……

Dilko aadatsi ho gayi hai chot khaneki,
Bhigi palkon sang muskuraneki,
Kash anjam hum pehle se jaan jaate,
To koshish bhi nahi karte dil laganeki…

Mere Chehre Pe Kafan Na Dalo,
Mujhe Aadat Aadat Hai Muskura Ne Ki,
Meri Lash Ko Na Dafnao,
Mujhe Ummeed Hai Us ke Aane Ki.


Dil ke dard ko dil todne waala kya jaane
pyaar ke rivajo ko ye jmaana kya jaane
hoti hai kitni takleef kabar mein
upper se phool chadane waala kya jaane

Chahaton ki duniyame aksar aisa hota hai,
1 baar jo hasta hai baar baar rota hai…


Kyon mere humraz tune dilki halat puch li,
Tujhko bhi rona pada mujhko rulaneke baad.
Rakhme kya dhundte chingariyan bhi bujh gayi,
Hoshme aye bhi hum to dil jala deneke baad…

Hai jaanse pyara mujhe dard-e-mohabbat
kab maine kaha dard-e-dilki dawa kyon nahi dete..


Tum milo na milo milne ka gam nahi,
Tum paas se guzar jao ye milne se kam nahi,
Maanaki tumhe hamari kadar nahi,
Magar unse puchho jinke mukaddar me hum nahi..

Humne bhi chaha har manzil karib ho,
Humko bhi tumhara sath nasib ho,
Par wahan khuda bhi kya kare,
Jahan insaan khud badnasib ho…

Kya hai ye rishtey, ek dhoka hi to hai,
Nadan dilko behlaneka ek samjhota hi to hai,
Rishte ke naampe roz dil tutte hai yahan,
Kehneko pyar hai par gehra zakham hi to hai…

Har saansne chaha hai tumko,
Har dua me manga hai tumko,
Tumko paneki ab bhi aas hai,
Kya hua jo gairon ki bahonme paya hai unko…

Woh yaad aaye bhulate bhulate,
Dilke zakham ubhar aaye chhupate chhupate,
Sikhaya tha jisne muskurana,
Usine rula diya hasaate hasaate…

Ret pe naam kabhi likhte nahi,
ret pe likhe naam kabhi tikte nahi,
usne hame pathar dil to keh diya,
par pathar pe likhe naam kabhi mitte nahi…

Chehra bhul jaoge to shikayat nai karenge,
naam bhul jaoge to gila nai karenge,
aye meri jaan pyarki kasasm,
pyar bhul jaoge to maaf nai karenge…

Hum wo ishq hai jo dil banker dhadakte hai,
Hum wo khushboo hai jo bahonme mahekte hai,
Humse pyar na karna o zalim,
Hum wo dard hai jo aankhonse ansu banker chhalakte hai…


Meri udasiyonka imtihan na le,
Hamari khamoshiyonki saza na de,
Jo tumhare bagair ji na sake
Use jineki dua na de…
Share this article :

Post a Comment

 
Support : Creating Website | Johny Template | Mas Template
Copyright © 2011. PKSMS - All Rights Reserved
Template Created by Creating Website Published by Mas Template
Proudly powered by Blogger