Jiye BHUTTO, Jiye BENAZIR

Monday, September 08, 20080 comments

QoM nE cHuNa Hai Ek SaDDar ZaRdAri,
iS Ki Hai bUhAt bAri ZiMaDaRi,
pAr tUm nA rAkHnA iS sE kOi tAwAqUA,
kYoN K iS kO hAi QoM kO LooTnaY Ki BiMaRi.




Zardari ki zamin shad bad
Bijli aay 8 ghantay baad ...

Tu nishanay corruption aalishan
Arz e zardaristan,shaad baad sindh abaad ....

Zardari ki zamin ka nizam
Aaatay, gas, bijli ka bohran...

Quam, mulk, sub-gharak Nawaz, wakil paainda bad...
Benazir dunya say farar...

Parchamay sitara-o-Hilal ...
Khoon main ranga sara saal...

Bhool apna maazi Shan-e-haal, jaan ne istaqlal..
Saya-e-America sar pe sawar




yeh baat hum sab ko tasleem kar leni chahiye k kaheen na kaheen hum sab kee neeyat mein khot mojhood hai, agar aisa na ho Zardari(house of neeyat khot) president k liye apply kyun karey?




Zardari ka naya slogan,

Jeet k geo na haar k geo,
Yeh Pakistani hain in ko mar k geo




channel p ki bharpoor kamyabi k bad ab Geo pesh karta hai Geo Z,

iss mein apko milein ghey waadey, wadey khilafian, lollipop aur b boht kuch.

Channel k slogan hai,

pehley lota musharaf tha aur ab zardari hai, Geo Z geo zardari hai




Kuch din pehley tak mein apney mobile par alaram laga kar sota tha ta k subha prayer k liye uth jayoon laikin jab sey zardari nein sadarat k liye ummeedwari ka elan kiya hai light na honey kee waja sey mein Azan sey pehley hee uth jata hoon,

Farq to parta hai,

"Geo Zardari" tu ein nirri bemari




mein shohrat ka talib naheen,
mein protocole ka talib naheen,
mein aalishan bangley ka talib naheen,
mein rupeye jama karney ka talib naheen,






"Bus mujhe President bna do baqi kaam mein khud kar loon gha"




mustafee ho gaya yaro mush,
na kar paya kuch b bush,

jan chootey hai aik aamar sey,
kyun na hon Pakistani khush




I M Holding On Ur Rope
Got Me Ten Feet
Off The Ground

And I M Hearing
What U Say
But I Just Can't
Make A Sound

U Tel Me That
U Need Me
Then
U Go And Cut Me Down
But Wait...

U Tel Me That
Ur Sory
Didn't Think Id
Turn Around
And Say Late

That Its Too Late

To Appologize

Its To Late.




aaj purani rahoon sey koi mujhe awaz na dey, dard mein doobey gheet na dey ghum ka sisakta saaz na dey,
(Zardari)
hum chord chaley hein mehfil ko yaad aaye kabhi to mat rona. (Nawaz Sharif)

socha tha pyar na karein ghey, hum na rice pe marein ghey.(Pervaiz)




Yeh Bhazi Khoon ki Bhazi hai
Yeh Bhazi tum hi haro ga
Har ghar se Bhutto nikla ga
Tum kitna Bhutto maro ga

Jiye PPP
Jiye BHUTTO
Jiye BENAZIR



Share this article :

Post a Comment

 
Support : Creating Website | Johny Template | Mas Template
Copyright © 2011. PKSMS - All Rights Reserved
Template Created by Creating Website Published by Mas Template
Proudly powered by Blogger